ads

Happy Teacher's day Speech,poems in Hindi

Best Teachers Day Speech in HindiHappy Teachers day guys, today I am here to wish you Happy Teachers day, Words teaches day is celebrated on 5th Sep, Teachers day is celebrated to give honor to our respectable teachers who build our future, after parent teacher is the most important part of our life, I hope you all are agree with me on this, Christmas Poem guys today we are going to discuss here about the Teachers day and also we will share the Teachers day quotes & Teacher day Wishes.Hindi Speech on 5th September Teachers Day is coming on in this week 5th September 2014. Students are demanding teaches day Speech in Hindi and English to prepare so that they can give their speech in cultural events organizing by schools and colleges. Teachers Day is festival of students and teachers on this day students give respect and say thankful messages to them for being a good teacher.

=========>Teacher Day Speech In English<=============
Happy Teacher's day Speech,poems
Happy Teacher's day 

Teachers Day Speech In Hindi

Gurur Brahmma Gurur Visnu,Gurur Devo Maheshwarah ||
Guru Sakshaat Para Brahmma,Tasmai Shri Gurave Namaha |||

Main (Your Name) is Shikshak Divas jaise Vishesh Din mein aap sabka swagat karta hoon..
Hum har saal 5 Sithambar ko shikshakon ko vishesh sammaan dene ke liye shikshak divas ka aayojan karthe hain..!!!!!!

Yeh Samaj ek Bade parivar Jaise hai.. Is parivar mein kayi (????????)Dharma aur kayi Jaat-paat ke log rehte hain.. Is samaj ko samaj banaye rakhne ka mahatvapoorna kaam karthe hai Samaj ke Shilpakar yaani Shikshak.. Shikshak Samaj ke aise shilpakar hain jo bina kisi moh ke is samaj ko Sajathe hain.. Aise Shikshakon ko Sahi Sthan Dilane Ke liye hum hamare Bharath mein hi nahi poore duniya Shikshak Din manathe hain..
Har saal hum vidyarathi 5 September ko hi Shikshak Din kyun manathe hai???????

Bharat ke Dusre Rashtrapathi Dr. Sarvapalli Radhakrishnan ke Janam Din ko hi Bharat ke shikshak divas ke roop mein manaya jaata hai.. Unke Janam din ko Shikshak Divas Manakar Hum sab bharath vaasi Dr.Radhakrishna ke prathi samman vyakt karthe hain..

Is Vishesh Din mein, main Dr. Sarvapalli Radhakrishna Ji ke Sammaan karte huye kuch shabd bolna chahti/chahta hoon..

Teachers Day Speech Poem

Dr. Sarvapalli Radhakrishna Ji Swatantra Bharat ke Dusre Rashtrpathi hai.. Unka Janma 5 (Paanch) Sithambar 1888 (Attra Sau Atthasi) ko Tamilnadu ke ek pavitra Thirtha Sthal Tiruthani gram mein hua tha.. Inke Pitha Sarvapalli Veeraswamy ek Garib kintu Vidhvan Brahmman they.. Kayin Jimmedhaariyon ke kaaran Radhakrishna ji ko bachpan mein kaafi kathinaayion ka saamna karna pada.. Inke Pitha ek Dhaarmik Vicharon wale insaan they phir bhi unhone Radhakrishna ji ko Ek Christian missionary school, Tirupathi mein padne (??????) ke liye Dhaakal kiye they.. Iske Baad vah Tamilnadu ke Vellore aur Madras College mein apna shikshan pure kiye they.. Vah shuru se hi ek medhavi chaatra rahe they..

Radhakrishnaji ke yogyatha ko dekhte huye Unhe Saunvidhaan Nirrmaathri  Sabha ka sadasya banaya gaya tha.. Isi beech unhe Khyathi Praapt Vishwavidhyalayon ka chairman padh ke liye Niyukta kiye gaye they. Phir Unhe Upa-Rashtrpathi ka padh sambhalne ka mauka mila.. 1962 (Unnis Sau Baasat) mein Radhakrishna ji ne Rashtrapathi ka padh bhi sambhaala..

Shiksha Aur Rajneeti mein Utkrushta Yogdhan dene ke liye bharat ke pratham Rashtrapathi Dr.Rajendra Prasad ne Mahan Dhaarshanik Shikshavidh Aur Lekhak Dr. Radhakrishna Ji ko Desh ka Sarvocchha Alankaran  Bharat Ratna yeh puraskar pradhan kiya..

Shikshak Hume Har Nayi chunauthiyon ka saamna karne sikhate hai.. Shikshak bhagwad geeta ke Krishna Bhagwan jaise hote hai jo hamesha apne chaatra Arjun se kehte they yatha icchasi tatha kuru Jiska matlab hai  Swayam Apne Vicharon se Nirnay Lena.. Isse Chaatra ka vichar aur Aatmavishwas badtha hai..

Dr. Sarvapalli Radhakrishanan Ek Mombathi ke tarah khud jalkar apne chatron ko zindagi mein jeene ke liye Shikshan ka Roshni diye they..

Isliye hum Dr.Radhakrishna ji ke janam din ko shikshak divas ke roop mein manaye jate hai..

Mujhe is manch par shikshak divas ke upar do shabd bolne mauka dene ke liye mein aap sabka shukragujar hoon..

Guru ka mahetv kabhi hoga na kum,
Bhale kar le kitni bhi unnati hum,
Waise to hai internet pe har prakaar ka gyaan,
Par ache bure ki nahi hai use pehchaan .

Nahin hain shabd kaise karoon dhanyavaad,
Bas chahiye har pal aap sabka aashirvaad,
Hoon jahan aaj mai usme hain bada yogdaan,
Aap sabka jinhone diya mujhe itna gyaan.

Aapne banaya hai mujhe is yogya,
Ki praapt karoon mai apna lakshya,
Diya hai har samay aapne sahaara ,
Jab bhi laga mujhe ki mai haara.

Par main hoon kitna matlabi,
Yaad kiya na maine aapko kabhi,
Aaj karta hoon dil se aap sab ka sammaan,
Aap sab ko hai mera shat shat pranaam.

So Guys, I hope you like my article on Teachers day Speech and poems, You can share this article with your friends on facebook to help them to find best teachers day speeches, and you can also share this article with your family for teachers day poem in hindi.

Post a Comment